Wednesday, February 22, 2012

«*» RUKHSANA«*» Badla Hawa Ne Rukh To Wada Badal Gaya

 


Seekha Hai Jab Se Mene Falsafa-E-Zindagi,
Kese Kahoon Ke Us Ka Rawaiya Badal Gaya,
Jiss Ne Kaha Tha Sath Chalenge Tamam Umar,
Badla Hawa Ne Rukh To Wada Badal Gaya,
Un Ko Tha Ye Guman, Wo Dil Haar Jayenge,
Shayad Issi Liye Un Ka Irada Badal Gaya,
Hairat Hai  Ke Muddat Qaleel Mein,
Wo Shakhs Meri Soch Se Jyada Badal Gaya.

Hindi Version

सीखा है जब से मेने फलसफा-इ-ज़िन्दगी,
केसे कहूं के उस का रवैया बदल गया,
जिस ने कहा था साथ चलेंगे तमाम उम्र,
बदला हवा ने रुख तो वादा बदल गया,
उन को था ये गुमान, वो दिल हार जायेंगे,
शायद इसी लिए उन का इरादा बदल गया,
हैरत है  के मुद्दत क़लील में,
वो शख्स मेरी सोच से ज्यादा बदल गया।
 

rana
Abhi toh haath mein jaam hai
Tohba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat toh 
Bhai dekha jayega
Duniya ke baarey mein  Socha jayega

http://groups.yahoo.com/group/Jawani_Diwanee/ join

__._,_.___
Recent Activity:
      
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm   

Enjoy your stay at Rukhsana Group.

Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com 
**********************************                      
.

__,_._,___