Saturday, March 10, 2012

«*» RUKHSANA«*» <>_<>kia janey kall bichar ke tujh sey akaila hi na mar jaoun <>_<>

 

 
http://images2.fanpop.com/image/photos/10900000/Animated-Aum-hinduism-10922697-164-172.gif
 
<>_<>kia janey kall bichar ke tujh sey akaila hi na mar jaoun <>_<>
 koi bata de ye behcare suqrat ki raahon par kese jaen
kese bandha in rishton me kese inhen nibhaoun ga
 
inhen nibha na paya to tum se door chala kahin jaoun ga
tum se door chala bhi jaon tumhen bhula na paoun ga
 
tum chaho ya na chaho mujhe me lout kar tum tak aoun ga
me lout kar tum tak Aa bhi jaon tum ko paa na paoun ga
 
aise me phir janti ho tum kahin sakoon na paoun ga
tumhari baten yaad karon ga ankhon ko nehlaoun ga
 
dill ka dard chupa na sakon ga kisi ko keh na paoun ga
chand dinon ka piyar tumhara kabhi bhula na paoun ga
 
udhar ki khushian le kar bolo kab tak jee bhelaoun ga
iss benaam khalish se akhir aik din tum uktao gi
 
tum chaho ya na chaho mujhe mere bina pachtao gi
aise me mey kahan milon ga kahan se khoj lagao gi
 
wo saya bann kar sath chalon ga par mujh ko choo na pao gi
tumhe kabhi maloom na ho ga kitna piyar me karta hon
 
tum se sab dukh door rahen rozz dua ye karta hon
tum ko khush rakhne ki khatir kitne asnoo peeta hon
 
mout se bhi jo badtar ho aisa jeevan jeeta hon
Aaa tujh ko me galay laga kar buhat saa piyar kar jaoun
 
kia janey kall bichar ke tujh sey akaila hi na mar jaoun
akaila hi na mar jaoun akaila hi na mar jaoun..
Photobucket
 

__._,_.___
Recent Activity:
      
VISIT RUKHSANA FM ONLINE RADIO
http://www.freewebs.com/rukhsanafm   

Enjoy your stay at Rukhsana Group.

Moderators Rukhsana Group:
Aika Rani, Mumtaz Ali, Sitara Ansari, Lilly, Akhtar,
Contact us at: Aika_Rani@Yahoo.Com
Rukhsana-owner@yahoogroups.com 
**********************************                      
.

__,_._,___